[04:12.0]Shaam hai, jaam hai, aur hai nasha
[04:12.0]tan bhi hai man bhi hai pighla hua
[04:12.0]chhayi hai rangeeliyan
[04:12.0]phir bhi hain betabiyaan
[04:12.0]kyun dhadakta hai dil, kyun yeh kehta hai dil
[04:12.0]deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
[04:12.0]aaj ki raat, hona hai kya,
[04:12.0]paana hai kya, khona hai kya
[04:12.0]aaj ki raat, hona hai kya,
[04:12.0]paana hai kya, khona hai kya
[04:12.0]Do ghadi mein hi yahan jaane kya hoga
[04:12.0]jo hamesha tha mera bhi mera hoga?
[04:12.0]kaun kiske dil mein hai faisla hoga
[04:12.0]faisla hai yahi jeet hogi meri
[04:12.0]oh deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
[04:12.0]aaj ki raat, hona hai kya,
[04:12.0]paana hai kya, khona hai kya
[04:12.0]aaj ki raat, hona hai kya,
[04:12.0]paana hai kya, khona hai kya
[04:12.0]Aao main tumse kahoon baat chupke se
[04:12.0]rang badlegi pal mein raat chupke se
[04:12.0]tumko le jaaonga phir saath chupke se
[04:12.0]jaaoge tum kahan, dekho main hoon yahan
[04:12.0]deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
[04:12.0]aaj ki raat, hona hai kya,
[04:12.0]paana hai kya, khona hai kya
[04:12.0]aaj ki raat, hona hai kya,
[04:12.0]paana hai kya, khona hai kya